Monday, 10 October 2016

Google Image Me Free Apni Images Kaise Upload Karte Hai. (Tips And Trick) -Kya kare ???

[url=http://kyakare.heck.in/files/search-google-2.png]search-google-2.png[/url]


Hiii friends kaise hai app

Ajj ke Internet Ke Yug Me Har Koi
Famous Hona chahta Hai. Kuch
Students Ya Internet User Google Par
apna Name Dal ke bhi Aksar dekha
Karte hai ki google Results kya Dega.
Aur Unki Kwaish Hoti hai ki Unke
Name aur photo google par Ho.Aur
Search Karne Par unke Image ke sath
Photo Aaye Taaki wo Faimous Ho
Sake.


***TO Ye post Unke Liye hai jo Internet
Pr Apni Koi pehchan Bnana chahte
hai


***Google Me Image Kaha Se Aati hai

Ye Steps Apki Kaafi helpfull Sabit
Honge
Sabse phele ye Janna Jaruri Hota hai
ki Google Image me Jo Bhi Images
Hoti hai wo Google ki Image Nhi hai.
Wo Image Kisi Website Ya Blog ki ya
Kisi Social Sites Facebook ya google+
ya Twitter Ki ho Sakti hai.
Agar app Unme Apni image Daalna
chahte ho to App Blog ya Website
Bna Sakte ho. Jisme App Manpasand
Koi Bhi knowledge Share Kar Sakte
hai. Ya fir Personal Blog Bnakar
Unme Apne Pic Bhi Dal Sake hai.


***Blog ya Website Kaise Banaye


Blog App Blogger.com par jaakar
free me bna Sakte hai. Blog Aur SEO
ki help se Wo image aur Unki Detail
ke sath google images me search
Hone lag Jati hai.
App Blog Me Apne baare Me Bhi
About Me Page Me Detail De Sakte
hai. Agar App Ek Student Hai to Blog
Apke liye Earning Ka jariya Bhi Ban
Sakta hai.
Jaise Ek Blog Me Ek Image Daalte hai.
App Image me Samajh Sakte Hai.
Mene Apka Photo Ek Apne Blog Par
Daala hai. Aur Uske Liye Ek Detail bhi
Di hue Hai.



Iske Bad App neeche Example Ke Rup
Dekh Sakte hai Ki Wo Hi Pic Kuch
Dino Bad Google Image Me Show
Hone Lag Jata hai.



Isi Tarah Koi bhi Apna name aur
Image Google Image Par Laa Sakta
hai.


app Blog Kaise Banate hai Uske
baare Me Bhi Padh Sakte hai. Agar
App Koi Business Blog Nhi banana
Chahte hai To Koi Personal Blog Bana
Sakte hai Jisme App Sirf Apne Photo
Ko Share Kar Sakte hai Jo ki Google
Image Me Show Hone Lagengi. Aksar
Log Blogging Se Paisa Kamane Ke
Liye Karte hai Par app Blogging Se
Apna App Ko Faimous Bhi Kar Sakte
hai


***Pinterest Se Google Image Me Photo add hoga

Pinterest Ki Madad Se bhi App Google
Images Me Apni Picture Daal Sakte
hai. Kyu Pinterest Social Site hai Jaha
Par Onine Quality Ki Picture Mil Jaati
hai
Apko Pinterest Me Sign-up Ya
Account Banane ke Sath App usme
Apni Image Bhi Share Kar Sakte hai
Jisse Apki Image Bhi Google Me show
Hone Lagengi. But Ho Sakta hai Wo
Image Ki Quality Thodi Kam ho Jaye.
But Is Kaam Me Pinterest Bhi Upyogi
hai.
Aur Mere Hisab Se App Personal Blog
Bana Sakte hai Jisme Friend Circle Ki
Photo Upload Karke Internet Par
Share kar Sakte hai.



To App Samajh hi Gye Honge Ki App
Kis Tarah Image ko Google Image Me
Laa Sakte Hai. Aur Apko Ye Post
accha Laga To App comment Ke
jariye Hamse Help bhi Le Sakte hai

THANK YOU

[url=http://kyakare.heck.in/files/search-google-2.png]search-google-2.png[/url]

No comments:

Post a Comment